About Us

Patna ke ghar ghar mein aacha padhai paunchane ka sapna

Our Story

Shuru Kaise Hua VidyaAngna?

2021 mein, Patna ke ek chhote se mohalle mein — ek idea ne janm liya. Bahut se bacche the jo padhai mein kamzor the, lekin unke ghar ke paas koi acha tutor nahi tha.

Hum ek simple mission ke saath shuru hue: har ghar tak quality education paunchana. Aaj, 500+ students aur 80+ verified tutors ke saath, VidyaAngna Patna ki sabse trusted home tuition service ban gayi hai.

"विद्या ददाति विनयम्" Join VidyaAngna Family
हमारा लक्ष्य

हर बच्चे को उसके घर पर ही बेहतरीन शिक्षा मिले — VidyaAngna इसी सपने को सच करने की कोशिश है।

500+ Happy Students
80+ Expert Tutors
5 Star Avg Rating
3 Yrs In Patna
Our Values

Jo Humein Alag Banata Hai

Verified Tutors Only
Har tutor ka degree verification aur background check hota hai.
Ghar Par Aate Hain
Aapko kahin jaane ki zarurat nahi — tutor doorstep par aate hain.
Personalized Learning
Har bachche ki speed ke hisab se padhai — no one-size-fits-all.
Affordable Pricing
Quality education should be for everyone — reasonable fees.
Free Replacement
Tutor pasand nahi? Free mein dusra tutor arrange karenge.
Progress Tracking
Regular feedback aur reports — parents hamesha informed rahein.

VidyaAngna Family Mein Aao!